Faraz funny poetry text (page 2)
FARAZ in Bakra Mandi:
Bakra Talaash Kar Kar K Thak Gaye Hain Faraz…
.
.
.
Phir Kisi se Maloom Hua Ye to Gaaye Mandi hai.
-------------------------------------------------------------------------------
Mera Dost Mujh Say yeh kah kar door chala gaya Faraz.
.
.
.
.
.
Dosti door ki achi rooti tandoor ki achi
-------------------------------------------------------------------------------
Wo aaj maira naam tak bhool gayi "Faraz"
.
.
Jo kahti thi "kundi na karhka, seedha andar aa"
-------------------------------------------------------------------------------
Hum tu England mai chanda jama kar rahy thay "Faraz"
.
.
Unhon ne Match Fixing ka ilzaam laga dia
--------------------------------------------------------------------------------
Likhay Thay Jitnay bhi Khat tmnay mujhay Faraz
wo sub abbu nay parh liye KHOL K DARAAZ
--------------------------------------------------------------------------------
Chahey jitne bhi paren sandel larki0n se Faraz,
A mundey nai drdey,
Sh0r shraba kr dey.. :p ;->
---------------------------------------------------------------------------------
Dheeray dheeeray apna bana gaya koi…
Pyar ke suhaney sapne dikha gaya koi..
ya ALLAH!
Yeh pyar hi hai,
Ya…
"Faraz" ko phir se Chuna laga gaya koi..!
----------------------------------------------------------------------------------